SEARCH RESULTS
Showing search results for "afzal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "afzal"
Sher
Unknown
Sher
hamaare saa.ns bhii le kar na bach sake afzal
ye KHaak-daan me.n dam to.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Sher
Naeem Sarmad
PAGE MATCHES FOR "afzal"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
afzal-ul-ambiyaa
अफ़ज़ल-उल-अंबिया اَفْضَلُ اْلاَن٘بِیا
حضرت محمد مصطفیٰ صلعم جن کا مرتبہ کل نبیوں سے زیادہ ہے.
Arabic
afzal-ul-azkaar
अफ़्ज़ल-उल-अज़्कार اَفْضَلُ اْلاَذْکار
(لفظاً) وہ ذکر جو دوسرے ذکر سے افضل یا بہتر ہو ، (تصوف) ، کلمہ لاَ اِلٰہَ اِلَّا اللہ ، کا خفی و جلی ورد جس کا تصوف میں خاص طریقہ مقرر ہے. (جزو اول (لا اِلہ) کو نفی ماسواے حق اور جزو دوم (اِلّا اللہ) کو اثبات حق سے تعبیر کیا جاتا ہے).
MORE MATCHES FOR "afzal"
Sher
Afzal Minhas
Ghazal
sadaaqato.n ke payambar ga.e rasuul ga.e
KHudii kii hurmat-e-afzal ga.ii usuul ga.e
Ejaz Ahmad Ejaz
Ghazal
hamaare saa.ns bhii le kar na bach sake 'afzal'
ye KHaak-daan me.n dam to.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
mire liye to hai sau baKHshisho.n kii ik baKHshish
qalam jo afsar-o-tabl-o-'alam se hai afzal
Ahmad Faraz
Nazm
sarhaden
vo ariine vo masaajid vo kaliisaa vo mahal
aur vo log jo har naqsh se afzal-tar hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mere aa.ngan me.n hai vahshat kaa baseraa 'afzal'
mujh ko ghar ke dar-o-diivaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Ghazal
mai.n us se pyaas kaa shikva na kar sakaa 'afzal'
jo KHud hii tishna thaa vo mujh ko aab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
'afzal' aur qais ne qaanuun banaayaa hai ki ishq
duusrii baar bhii hotaa hai nahii.n bhii hotaa
Afzal Khan
Qita
hotaa thaa jinhe.n dekh ke masruur mai.n 'afzal'
aa.nkho.n me.n mirii ab vahii manzar nahii.n aate
Afzal Allahabadi
Ghazal
mil gayaa miTTii me.n jab 'afzal' to ye aa.ii sadaa
gir ga.ii diivaar aur saaya akelaa ho gayaa
Afzal Minhas
Ghazal
ek bhii sher guhar ban ke na chamkaa 'afzal'
kitne dariyaa-e-KHayaalaat kha.ngaale ham ne














