SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahlan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ahlan"
Ghazal
aanan-faanan me.n kisii ne dast-giirii kii mirii
kaam thaa mushkil kaa ahlan aur sahlan ho gayaa
Kavish Badri
Ghazal
kaun se dar pe paTak aa.uu.n sar-e-naa-ahlaa.n
KHud-pasandii bhii dil-aazaar hu.ii jaatii hai
Abdullah Saqib
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
MORE MATCHES FOR "ahlan"
Ghazal
zindagii terii ataa thii so tire naam kii hai
ham ne jaise bhii basar kii tiraa ehsaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Nazm
zindagi se Darte ho
us se tum nahii.n Darte!
harf aur ma.anii ke rishta-haa-e-aahan se aadmii hai vaabasta
Noon Meem Rashid
Ghazal
tujhe ghaaTaa na hone de.nge kaarobaar-e-ulfat me.n
ham apne sar tiraa ai dost har ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har tarah ke jazbaat kaa elaan hai.n aa.nkhe.n
shabnam kabhii sho.ala kabhii tuufaan hai.n aa.nkhe.n