SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-madad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "al-madad"
Sher
al-madad ai jazba-e-zauq-e-mohabbat al-madad
ishq ne aavaaz dii be-iKHtiyaaraana mujhe
Sohail Azeemabadi
Translated Poetry
dard kaa kuchh hai na darmaa.n al-madad
had se guzraa karb-e-hijraa.n al-madad
Khwaja Hafiz Sheerazi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
yaa-e-madda
या-ए-मद्दाیائے مَدَّہ
the letter 'Ye' which is written round and gives the sound of 'E'
vaqt-e-madad
वक़्त-ए-मददوَقْتِ مَدَد
Arabic
وقت امداد، مدد کرنے کا موقع
madaar-e-jahaa.n
मदार-ए-जहाँمَدارِ جَہاں
مراد : زمین کی گردش
MORE MATCHES FOR "al-madad"
Ghazal
lafz-e-fat.h ke jo tarjumaan the kabhii
kyuu.n simaT ke harf-e-al-madad me.n aa ga.e
Ainuddin Azim
Ghazal
saahil-e-lab tak sadaa-e-al-madad kaa shor hai
ek kashtii pha.ns ga.ii hai KHuun ke girdaab me.n
Zaheer Siddiqui
Ghazal
Muztar Muzaffarpuri
Ghazal
al-madad ai naaKHudaa-e-bahr-e-ulfat al-madad
faasla do haath kaa ab kashtii-o-saahil me.n hai
Hajir Dehlwi
Nazm
meri chahat
madad al-madad be-KHudii-e-mohabbat
mai.n apne ta.ii.n Dhuu.nDhnaa chaahtaa huu.n
Noor Ludhiyanwi
Ghazal
chiiKH al-madad shaayad dast-e-Gaib aa jaa.e
novelo.n ke lashkar hai.n daastaan ke piichhe
Yaqoob Yawar
Ghazal
ishq kaa aglaa pa.Daav mai.n huu.n mai.n duniyaa-parast
al-madad ai qais ai farhaad yaarii kiijiye
Ahmad Shahryar
Ghazal
haath ba.Dhte hai.n garebaa.n kii taraf paa.nv nikaal
al-madad josh-e-junuu.n sabz hai sahraa kaisaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
al-amaa.n ai KHud-farebii al-madad KHush-fahmiyo
ab kise aavaaz duu.n sar se sivaa paanii hu.aa

