SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-madad"
Ghazal MATCHES FOR "al-madad"
Ghazal
al-madad mauj-e-talaatum al-madad dariyaa-e-ishq
kashti-e-dil kis taraf jaa.e kahii.n saahil nahii.n
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
al-madad zauq-e-fanaa al-madad ai jazba-e-ishq
merii fitrat mujhe phir hosh me.n le aa.ii hai
Vahshi Kanpuri
Ghazal
lafz-e-fat.h ke jo tarjumaan the kabhii
kyuu.n simaT ke harf-e-al-madad me.n aa ga.e
Ainuddin Azim
Ghazal
saahil-e-lab tak sadaa-e-al-madad kaa shor hai
ek kashtii pha.ns ga.ii hai KHuun ke girdaab me.n
Zaheer Siddiqui
Ghazal
Muztar Muzaffarpuri
Ghazal
al-madad ai naaKHudaa-e-bahr-e-ulfat al-madad
faasla do haath kaa ab kashtii-o-saahil me.n hai
Hajir Dehlwi
Ghazal
chiiKH al-madad shaayad dast-e-Gaib aa jaa.e
novelo.n ke lashkar hai.n daastaan ke piichhe
Yaqoob Yawar
Ghazal
ishq kaa aglaa pa.Daav mai.n huu.n mai.n duniyaa-parast
al-madad ai qais ai farhaad yaarii kiijiye
Ahmad Shahryar
Ghazal
haath ba.Dhte hai.n garebaa.n kii taraf paa.nv nikaal
al-madad josh-e-junuu.n sabz hai sahraa kaisaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
al-amaa.n ai KHud-farebii al-madad KHush-fahmiyo
ab kise aavaaz duu.n sar se sivaa paanii hu.aa
Zafar Moradabadi
Ghazal
al-madad ai raqs-e-vahshat aaj mar jaa.e.nge ham
ai junuu.n is be-sabab tanhaa.ii ke tanhaa ilaaj
Abhinandan Pandey
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
al-madad josh-e-junuu.n jazba-e-vahshat fariyaad
mujh se ab KHvaab-e-pareshaa.n nahii.n dekhaa jaataa
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
us ke jaanib-daar hai.n saare miraa ko.ii nahii.n
al-madad ai dil sar-e-pindaar KHam hone ko hai
Abhinandan Pandey
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
al-madad ai zohd ba.Dh kar rok le mere qadam
tishnagii phir le chalii hai suu-e-mai-KHaana mujhe
Qaisar Nizami
Ghazal
bah chalaa hai ashk-e-hasrat al-madad ai barq-e-yaas
ye bhii ik daana hai mere KHirman-e-barbaad kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ai sabr-e-rafta aashiq-e-naashaad al-madad
shab-haa-e-hijr me.n ko.ii Gam-KHvaar bhii nahii.n