SEARCH RESULTS
Showing search results for "arse"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "arse"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Nazm
hamesha der kar deta hun
use aavaaz denii ho use vaapas bulaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "arse"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "arse"
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
arse se is dayaar kii ko.ii KHabar nahii.n
mohlat mile to aaj kaa aKHbaar dekh le.n
Aashufta Changezi
Ghazal
mere arse me.n ko.ii sahl na thaa kaar-e-suKHan
ek do sher kamaane me.n ba.Dii der lagii
Abbas Tabish
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mirii suurat bhii tujh sii huu-ba-huu hai
bahut arse se KHud me.n mai.n huu.n Gaa.eb
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
zamiin-e-dil ik arse baa'd jal-thal ho rahii hai
ko.ii baarish mere andar musalsal ho rahii hai