SEARCH RESULTS
Showing search results for "atul"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "atul"
Sher
ajab KHuluus ajab saadgii se kartaa hai
daraKHt nekii ba.Dii KHaamushii se kartaa hai
Atul Ajnabi
Sher
Atul Ajnabi
Sher
safar ho shaah kaa yaa qaafila faqiiro.n kaa
shajar mizaaj samajhte hai.n raahgiiro.n kaa
Atul Ajnabi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "atul"
Sher
jab Gazal 'miir' kii pa.Dhtaa hai pa.Dosii meraa
ik namii sii mirii diivaar me.n aa jaatii hai
Atul Ajnabi
Ghazal
muqaable ke liye log aur bhii hai.n magar
muqaabla vo atul-'ajnabii' se kartaa hai
Atul Ajnabi
Sher
ye rahbar aaj bhii kitne puraane lagte hai.n
ki pe.D duur se rasta dikhaane lagte hai.n
Atul Ajnabi
Ghazal
karam hai us kaa ko.ii bad-du.aa nahii.n lagtii
mire charaaG jale.n to havaa nahii.n lagtii
Atul Ajnabi
Ghazal
vo muskuraa ke dil-o-jaa.n pe vaar kartaa hai
ki ek tiir se do do shikaar kartaa hai
Atul Ajnabi
Ghazal
safar me.n yuu.n to balaa.e.n bhii kaam kartii hai.n
magar kisii kii du.aa.e.n bhii kaam kartii hai.n
Atul Ajnabi
Ghazal
meraa nahii.n hai aur na kisii aur hii kaa hai
partav jahaa.n kahii.n hai tirii raushnii kaa hai
Atul Ajnabi
Ghazal
jab us ke saamne suuraj havaa nadii kyaa hai
ham aadmii hai.n hamaarii bisaat hii kyaa hai














