SEARCH RESULTS
Showing search results for "ayyaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ayyaar"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Saghar Siddiqui
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ayyaar"
Sher
aql ayyaar hai sau bhes badal letii hai
ishq bechaara na zaahid hai na mullaa na hakiim
Allama Iqbal
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
bahut hii saada hai tuu aur zamaana hai 'ayyaar
KHudaa kare ki tujhe shahr kii havaa na lage
Nasir Kazmi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
saba viran
sabaa viiraa.n ke ab tak is zamii.n par hai.n
kisii ayyaar ke Gaarat-garo.n ke naqsh-e-paa baaqii
Noon Meem Rashid
Ghazal
har-chand 'daaG' ek hii ayyaar hai magar
dushman bhii to chhaTe hu.e saare jahaa.n ke hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
aql ayyaar hai sau bhes banaa letii hai
ishq bechaara na mullaa hai na zaahid na hakiim
Allama Iqbal
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Sher
kisii ke haath to lagtaa nahii.n hai ik ayyaar
kahaa.n talak tire piichhe ko.ii KHaraab phire
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n aise faqr se ai ahl-e-halqa baaz aayaa
tumhaaraa faqr hai be-daulatii o ra.njuurii
Allama Iqbal
Sher
dil hii ayyaar hai be-vaj.h dha.Dak uThtaa hai
varna afsurda havaa.o.n me.n bulaavaa kaisaa














