SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-sad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-sad"
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtiraam karte chalo
buzurg jab bhii mile.n tum salaam karte chalo
Abrar Nghmi
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtiraam likh denaa
tum un ko KHat me.n hamaaraa salaam likh denaa
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtimaam hotii hai
suKHan ke naam pe hujjat tamaam hotii hai
Naz Muzaffarabadi
PAGE MATCHES FOR "ba-sad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ba-sad"
Sher
ham ne ba-sad KHuluus pukaaraa hai aap ko
ab dekhnaa hai kitnii kashish hai KHuluus me.n
Unknown
Ghazal
har hukmraan aa ke ba-sad-naaz-o-iftiKHaar
sachchii zamii.n pe khii.nchtaa hai jhuuT kaa hisaar
Zehra Nigaah
Ghazal
bazm-e-hastii ko ba-sad-hasrat-e-taamiir na dekh
sham.a se rabt ba.Dhaa sham.a kii tanviir na dekh
Adeeb Malegavi
Nazm
shikast
teraa saudaa.ii tire paas ba-sad-ijz-o-niyaaz
daaG-e-dil apne dikhaane ko chalaa aaya thaa
Niyaz Gulbargavi
Ghazal
ek jalva ba-sad andaaz-e-nazar dekh liyaa
tujh ko hii dekhaa kiye tujh ko agar dekh liyaa
Tabish Dehlvi
Ghazal
ba-sad KHuluus ba-tarz-e-nisaab pa.Dh Daale.n
kitaab-e-ishq kaa har ek baab pa.Dh Daale.n
Javed Jamil
Ghazal
saaqi-e-gulfaam baa-sad ehtimaam aa hii gayaa
naGma bar lab KHum ba sar baada ba jaam aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Gam kii bhaTTii me.n ba-sad-shauq utar jaa.uu.ngaa
tap ke kundan saa mai.n ik roz nikhar jaa.uu.ngaa