SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-sad"
Ghazal MATCHES FOR "ba-sad"
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtiraam karte chalo
buzurg jab bhii mile.n tum salaam karte chalo
Abrar Nghmi
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtiraam likh denaa
tum un ko KHat me.n hamaaraa salaam likh denaa
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtimaam hotii hai
suKHan ke naam pe hujjat tamaam hotii hai
Naz Muzaffarabadi
Ghazal
har hukmraan aa ke ba-sad-naaz-o-iftiKHaar
sachchii zamii.n pe khii.nchtaa hai jhuuT kaa hisaar
Zehra Nigaah
Ghazal
bazm-e-hastii ko ba-sad-hasrat-e-taamiir na dekh
sham.a se rabt ba.Dhaa sham.a kii tanviir na dekh
Adeeb Malegavi
Ghazal
ek jalva ba-sad andaaz-e-nazar dekh liyaa
tujh ko hii dekhaa kiye tujh ko agar dekh liyaa
Tabish Dehlvi
Ghazal
ba-sad KHuluus ba-tarz-e-nisaab pa.Dh Daale.n
kitaab-e-ishq kaa har ek baab pa.Dh Daale.n
Javed Jamil
Ghazal
saaqi-e-gulfaam baa-sad ehtimaam aa hii gayaa
naGma bar lab KHum ba sar baada ba jaam aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Gam kii bhaTTii me.n ba-sad-shauq utar jaa.uu.ngaa
tap ke kundan saa mai.n ik roz nikhar jaa.uu.ngaa
Shyam Sundar Nanda Noor
Ghazal
Amn Lakhnavi
Ghazal
jis ke liye ye bazm sajaa.ii ba-sad-KHuluus
rasm-e-vafaa bhii us ne nibhaa.ii ba-sad-KHuluus
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
ba.De sabr-o-tahammul se ba-sad paas-e-adab kaaTe
judaa.ii ik qayaamat thii magar ye roz-o-shab kaaTe
Shauq Mahri
Ghazal
ba-sad-KHiraam rah-e-ziist par chalaa jaataa
jo apne siino.n se KHauf-o-KHatar chalaa jaataa
Sayyad Musa Kazim
Ghazal
uThte hai.n bulbule lab-e-vijdaa.n ba-sad-KHarosh
duniyaa-e-'aql-o-vajd kii hairaanii ruu-e-dosh
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
ba-sad-fareb use kyaa se kyaa dikhaa.ii de
ki ibtidaa me.n jise intihaa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ye dam us ke vaqt-e-ruKHsat ba-sad-iztiraab ulTaa
ki ba-suu-e-dil mizha se vahii.n KHuun-e-naab ulTaa