SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-sad"
Nazm MATCHES FOR "ba-sad"
Nazm
nai sadi tujhe shair salam kahta hai
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtiraam kahtaa hai
na.ii sadii tujhe shaa.ir salaam kahtaa hai
Nazir Fatehpuri
Nazm
pahla jashn-e-azadi
vo sail-e-nuur hai KHiira hai aadmii kii nazar
ba-sad Guruur-o-adaa KHanda-zan hai garduu.n par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shikast
teraa saudaa.ii tire paas ba-sad-ijz-o-niyaaz
daaG-e-dil apne dikhaane ko chalaa aaya thaa
Niyaz Gulbargavi
Nazm
id
lo iid aa.ii ai dil ba-sad shaan-o-shaukat
KHushii har taraf har taraf hai masarrat
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Nazm
allahabad se
ba-sad aavaargii yaa sad tabaahii
ba-sad KHaana-KHaraabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ishq-o-dosti
jab pahu.nch jaatii hai us kii tah ko
tab ba-sad faKHr ye samjhaatii hai
Azeemuddin Ahmad
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
qadam chuumne barq-o-baad aab-o-aatish
ba-sad-shauq dau.De ba-sad-ijz aa.e
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
''ko.ii ma.ashuuq ba-sad-shaukat-o-naaz aataa hai
surKH bairaq hai samundar me.n jahaaz aataa hai''
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hikayat-e-shab
ba-sad-naaz-o-andaaz aa.ii.n
abhii is nabiid-e-musaffaa ke do chaar chakkar hu.e the
Partav Rohila
Nazm
yaad ke tohfe
shaam is yaad kii sauGaat ke saath ai hamdam
ba-sad-iisaar-o-KHuluus aur bhii tohfe laa.ii
Kazim Rizvi
Nazm
karachi ka traffic
paak daaman pe nahii.n us ke zaraa gard-o-Gubaar
chor-baazaar me.n phirtii hai ba-sad-izz-o-vaqaar
Syed Mohammad Jafri
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tuu ne hii sabt kii hai ba-sad naaz-e-daavarii
mere suKHan kii pusht pe mohr-e-payambarii