SEARCH RESULTS
Showing search results for "baaraa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baaraa.n"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
na puuchh aalam-e-bargashta-taala.ii 'aatish'
barastii aag jo baaraa.n kii aarzuu karte
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baaraa.n"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Nazm
kisan
tifl-e-baaraa.n taajdaar-e-KHaak amiir-e-bostaa.n
maahir-e-aa.iin-e-qudarat naazim-e-bazm-e-jahaa.n
Josh Malihabadi
Ghazal
hai apnii kisht-e-viiraa.n sarsabz is yaqii.n se
aa.e.nge is taraf bhii ik roz abr-o-baaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
le aa.egaa ik roz gul o barg bhii 'sarvat'
baaraa.n kaa musalsal KHas-o-KHaashaak pe honaa
Sarvat Husain
Ghazal
chashm-e-bad-duur dil-baraa.n saare
apne 'naasir' kuu.n pyaar karte hai.n