SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazaar-e-suKHan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baazaar-e-suKHan"
Ghazal
jauharii band kiye jaate hai.n baazaar-e-suKHan
ham kise bechne almaas-o-guhar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo jo hai.n lazzat-e-tafhiim-e-suKHan se vaaqif
she'r sunte hai.n vahii log mukarrar mujh se
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
na.ii ravish na.e imkaa.n niraalaa tarz-e-'suKHan'
hamaare lafzo.n se raushan bashaarate.n bhii na.ii
Abdul Wahab Sukhan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baazaar-e-suKHan"
Ghazal
mirii sarisht-e-'suKHan' me.n hai.n kuchh na.e usluub
na.ii Gazal ne mujhe bhii KHush-aamdiid kahaa
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
baazaar-e-suKHan garm kiyaa us kii sifat suu.n
mujh sher kaa haihaat KHariidaar na aayaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ye ajab tarha kaa baazaar-e-suKHan hai ki jahaa.n
mai.n hii naayaab huu.n aur merii hii arzaanii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
bahaar-e-laala-o-gul ke qasiide KHatm hu.e
KHizaa.n kaa marsiya pa.Dhtaa hai har shajar ab ke
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ufuq kaa chehra 'suKHan' is kadar udaas hai kyuu.n
shafaq ke rang me.n ye surKHii-e-lahuu kaisii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
vo pahle fikr ko harf-e-kamaal detaa hai
phir aagahii se suKHan ko ujaal detaa hai
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
hame.n suud-o-ziyaa.n se kyaa 'suKHan' ham
na yaabinda na giirinda hu.e hai.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
kisii ke naqsh-e-qadam kii thii justujuu varna
mai.n is tarah to 'suKHan' dar-ba-dar nahii.n hotaa
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
husuul-e-amn-o-mohabbat kii chaashnii ke liye
mizaaj-e-talKHii-e-dauraa.n 'suKHan' gavaaraa kar