SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachnaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bachnaa"
Ghazal
barsaat kaa baadal to diivaana hai kyaa jaane
kis raah se bachnaa hai kis chhat ko bhigonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
log kahte hai.n ki bad-naamii se bachnaa chaahiye
keh do be us ke javaanii kaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Sher
barsaat kaa baadal to diivaana hai kyaa jaane
kis raah se bachnaa hai kis chhat ko bhigonaa hai
Nida Fazli
Sher
log kahte hai.n ki bad-naamii se bachnaa chaahiye
kah do be is ke javaanii kaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
kahte the log dekh ke maa.n baap kaa malaal
in be-kaso.n kii jaan kaa bachnaa hai ab muhaal
Chakbast Braj Narayan
MORE MATCHES FOR "bachnaa"
Ghazal
ko.ii kuchh puuchhe to kahtaa ki havaa se bachnaa
KHud bhii Dartaa thaa bahut sab ko Daraa detaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
un se bachnaa ki bichhaate hai.n panaahe.n pahle
phir yahii log kahii.n kaa nahii.n rahne dete
Sagheer Malal
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
ziyaada sochne se bachnaa chaahiye 'mohan'
KHayaalii zaKHmo.n kii ko.ii davaa nahii.n hotii
Balmohan panday
Quote
Intizar Hussain
Ghazal
aaj phir se jo hu.aa qaid to ye sochuu.n huu.n
kal hii sochaa thaa ki bachnaa hai tirii yaado.n se
Amit Sharma Meet
Filmi Geet
chaahe ko.ii chamke jii chaahe ko.ii barse
bachnaa hai mushkil piyaa jaaduugar se
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kisii ke naaz uThaanaa bhii ik ibaadat hai
kisii se KHud ko bachaanaa bhii ik ibaadat hai
Shaheen Bhatti
Nazm
chand aur chakor
mai.n ne ek chaman me.n jaa kar KHushbuu ko ye baat bataa.ii
chaa.nd kaa bachnaa ab mushkil hai
Rahi Masoom Raza
Sher
un se bachnaa ki bichhaate hai.n panaahe.n pahle
phir yahii log kahii.n kaa nahii.n rahne dete


