SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachnaa"
Ghazal MATCHES FOR "bachnaa"
Ghazal
barsaat kaa baadal to diivaana hai kyaa jaane
kis raah se bachnaa hai kis chhat ko bhigonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
log kahte hai.n ki bad-naamii se bachnaa chaahiye
keh do be us ke javaanii kaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
ko.ii kuchh puuchhe to kahtaa ki havaa se bachnaa
KHud bhii Dartaa thaa bahut sab ko Daraa detaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
un se bachnaa ki bichhaate hai.n panaahe.n pahle
phir yahii log kahii.n kaa nahii.n rahne dete
Sagheer Malal
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
ziyaada sochne se bachnaa chaahiye 'mohan'
KHayaalii zaKHmo.n kii ko.ii davaa nahii.n hotii
Balmohan panday
Ghazal
aaj phir se jo hu.aa qaid to ye sochuu.n huu.n
kal hii sochaa thaa ki bachnaa hai tirii yaado.n se
Amit Sharma Meet
Ghazal
kisii ke naaz uThaanaa bhii ik ibaadat hai
kisii se KHud ko bachaanaa bhii ik ibaadat hai
Shaheen Bhatti
Ghazal
ai zamaane kal mirii Thokar se bachnaa hai tujhe
ittifaaqan aaj vaise mai.n tirii Thokar me.n huu.n
Zafar Kaleem
Ghazal
yahii na ho ki tavajjoh haTaa le vo apnii
ziyaada der na bachnaa nishaane se us ke
Khurram Afaq
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
Shaukat Thanvi
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
vaar se bachnaa to hai hii vaar ik karnaa bhii hai
aur in ke biich hii ruk kar sa.nbhalnaa hai mujhe
Swapnil Tiwari
Ghazal
us me.n rah kar us se bachnaa mushkil hai
duniyaa naavak afgan aahuu ham dono.n