SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-lihaaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bad-lihaaz"
Ghazal
aa to ga.e ho soch lo jaa.oge phir kahaa.n
ye shahr-e-bad-lihaaz agar chho.Dnaa pa.Daa
Zaheer Ahmad
Ghazal
honaa to chaahte the bahar-taur aap saa
aap aise bad-lihaaz kahaa.n yaar ham hu.e
Mohammad Rafi
Ghazal
hai bad-lihaaz ye duniyaa ko.ii kahaa.n jaa.e
qadam qadam pe yahaa.n KHvaar honaa pa.Dtaa hai
Mahendra Partap Chand
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bad-lihaaz"
Sher
'Gaalib' ke martabe se ye vaaqif nahii.n 'asad'
ye bad-lihaaz nasl hai ahd-e-jadiid kii
Asad Awan
Nazm
aks
hai naa gustaaKH bad-lihaaz
kal hii merii dekhaa dekhii vo bhii merii hii ik Gazal gungunaane lagaa
Neelam Malik
Ghazal
ye kis kamaan se aane lage hai.n tiir tire
kahaa.n se siikhaa hai yuu.n bad-lihaaz ho jaanaa
Ahmar Farooqi
Ghazal
qad ke lihaaz se to sabhii aasmaan the
ham jaise baa-kamaal magar be-nishaan the
Farhan Hanif Warsi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
mu.nh pher kar vo kahte hai.n bas maan jaa.iye
is sharm is lihaaz ke qurbaan jaa.iye