SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-lihaaz"
Ghazal MATCHES FOR "bad-lihaaz"
Ghazal
aa to ga.e ho soch lo jaa.oge phir kahaa.n
ye shahr-e-bad-lihaaz agar chho.Dnaa pa.Daa
Zaheer Ahmad
Ghazal
honaa to chaahte the bahar-taur aap saa
aap aise bad-lihaaz kahaa.n yaar ham hu.e
Mohammad Rafi
Ghazal
hai bad-lihaaz ye duniyaa ko.ii kahaa.n jaa.e
qadam qadam pe yahaa.n KHvaar honaa pa.Dtaa hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
ye kis kamaan se aane lage hai.n tiir tire
kahaa.n se siikhaa hai yuu.n bad-lihaaz ho jaanaa
Ahmar Farooqi
Ghazal
qad ke lihaaz se to sabhii aasmaan the
ham jaise baa-kamaal magar be-nishaan the
Farhan Hanif Warsi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
mu.nh pher kar vo kahte hai.n bas maan jaa.iye
is sharm is lihaaz ke qurbaan jaa.iye
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ko.ii bhii shaKHs jo vahm-o-gumaa.n kii zad me.n rahaa
vo taa-hayaat azaab-e-qubuul-o-rad me.n rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
naam 'akbar' to miraa maa.n kii du.aa ne rakkhaa
haa.n bharam us kaa magar mere KHudaa ne rakkhaa
Akbar Hameedi
Ghazal
mohabbate.n muravvate.n lihaaz yaa KHuluus ho
sabhii hai.n dar-ba-dar ki ab na in ke qadr-daa.n rahe
Ramesh Kanwal
Ghazal
dilbar nahii.n habiib nahii.n paasbaa.n nahii.n
mai.n vo zamii.n huu.n jis kaa ko.ii aasmaa.n nahii.n
Sardar Panchhi
Ghazal
mai.n us lihaaz se be-naam naam-aavar huu.n
ki mere baa'd hu.aa zikr duur duur miraa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
ye mauj-e-baad-e-zamaana hai be-lihaaz bahut
tum apne apne charaaGo.n pe ik nazar karnaa
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
tishna-dahan ko pyaas kii shiddat na maar de
ai shaKHs mujh ko terii zaruurat na maar de
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
ho kaise jabr-e-mashiyat ko is du.aa kaa lihaaz
jo ek baar mile phir kabhii judaa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kahtaa hai baaGbaan lihaazaa na chaahiye
varna chaman kaa haal chhupaanaa na chaahiye
Shaad Aarfi
Ghazal
dil-o-nazar ko lihaaz-o-hayaa se kyaa matlab
ye be-adab hai saraasar vo sar-ba-sar gustaaKH
Nooh Narvi
Ghazal
kabhii asar ba-lihaaz-e-du.aa nahii.n rahtaa
kabhii du.aa hii ba-qadr-e-asar nahii.n hotii