SEARCH RESULTS
Showing search results for "badlo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "badlo"
Ghazal
kal bahaar aa.egii ye sun kar qafas badlo na tum
raat bhar me.n qaidiyo.n ke par nikal aa.e.nge kyaa
Qamar Jalalvi
Nazm
jashn ka din
tarab kii bazm hai badlo dilo.n ke pairaahan
jigar ke chaak silaa.o ki jashn kaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyuu.n aa.e ho mere liye dastuur na badlo
dariyaa ke liye ko.ii samundar nahii.n aataa
Majid Ali Kavish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "badlo"
Ghazal
naqaab badlo kuchh aise ki mo.ajiza ho jaa.e
hujuum varna bikhartaa dikhaa.ii detaa hai
Abid Almi
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
gar ho sake to aap bhii badlo miyaa.n 'nisaar'
kahnaa pa.De na ye ki zamaana badal gayaa
Ahmed Nisar
Ghazal
savaal raah badalne kaa hai to tum badlo
mirii daliil hai vaazeh misaal raushan hai
Nusrat Gwaliari
Ghazal
tum apne aap ko badlo to duusraa badle
tumhe.n ye shauq ki kirdaar aa.iina badle
Dilnawaz Siddiqi
Ghazal
badlo jo tum nigaah to ye bhii rahe KHayaal
aa.iina TuuT jaa.e hai aks-e-jafaa ke baad
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
yaar badlo to sahii rang-e-taGazzul apnaa
ik na.ii baat raqam kar ke dikhaa.o to sahii
Yas Chandpuri
Ghazal
tum farishte hii sahii nazre.n na badlo yaaro
kyaa farishto.n se nahii.n ko.ii bashar kaa rishta
