SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahakne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bahakne"
Sher
merii baa.nho.n me.n bahakne kii sazaa bhii sun le
ab bahut der me.n aazaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
merii baa.nho.n me.n bahakne kii sazaa bhii sun le
ab bahut der me.n aazaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
na jaane shauq ko aadat hai kyuu.n bahakne kii
tiraa hijaab to be-shak adab sikhaataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Moghisuddin Fareedi
Nazm
aurat ki taKHliq
aur ghu.nghaT jo ruKH se sarakne lagaa
aadmii kyaa KHudaa bhii bahakne lagaa
Izhaar Malihabadi
PAGE MATCHES FOR "bahakne"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bahakne"
Ghazal
jaam auro.n ko diye mujh ko piyaalii saaqii
KHud bahakne lagaa maanind-e-sharaabii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
Aziz Warsi
Ghazal
abhii to hosh hai girnaa hai kyaa sambhalnaa kyaa
qadam bahakne lage.n phir sambhal ke dekhuu.ngaa
Raj Kaushik
Ghazal
zaraa sii pii ke bahakne kii hai sazaa shaayad
jo sirf aa.nkh chhalaktii hai ab sharaab kahaa.n
Suman Dhingra Duggal
Ghazal
qadam shabaab me.n aksar bahakne lagtaa hai
bharaa ho jaam tuu az-KHud chhalakne lagtaa hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
us ne bhii KHvaahisho.n ko bahakne nahii.n diyaa
mai.n bhii junuun-e-ishq me.n andhaa nahii.n hu.aa