SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahakne"
Ghazal MATCHES FOR "bahakne"
Ghazal
merii baa.nho.n me.n bahakne kii sazaa bhii sun le
ab bahut der me.n aazaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
na jaane shauq ko aadat hai kyuu.n bahakne kii
tiraa hijaab to be-shak adab sikhaataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
jaam auro.n ko diye mujh ko piyaalii saaqii
KHud bahakne lagaa maanind-e-sharaabii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
Aziz Warsi
Ghazal
abhii to hosh hai girnaa hai kyaa sambhalnaa kyaa
qadam bahakne lage.n phir sambhal ke dekhuu.ngaa
Raj Kaushik
Ghazal
zaraa sii pii ke bahakne kii hai sazaa shaayad
jo sirf aa.nkh chhalaktii hai ab sharaab kahaa.n
Suman Dhingra Duggal
Ghazal
qadam shabaab me.n aksar bahakne lagtaa hai
bharaa ho jaam tuu az-KHud chhalakne lagtaa hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
us ne bhii KHvaahisho.n ko bahakne nahii.n diyaa
mai.n bhii junuun-e-ishq me.n andhaa nahii.n hu.aa
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
chaa.nd ho roz badalte ho tumhaaraa kyaa hai
mai.n samundar huu.n abad tak na bahakne vaalaa
Wazir Agha
Ghazal
mai-gusaaro.n pe vo uftaad pa.Dii hai ab ke
pii ke mahfil me.n bahakne kii adaa yaad nahii.n
Sami Sultanpuri
Ghazal
bahakne lagtii hai duniyaa sharaabiyo.n kii tarah
nazar uThaanaa bhii dushvaar hai kisii ke liye
Mani Nagpuri
Ghazal
mai-e-pindaar ke do ghuu.nT kii bardaasht kise
thaa jo pahle vo bahakne kaa chalan aaj bhii hai
Mahshar Inayati
Ghazal
bahakne lagii hai zabaa.n ab to un kii
yuu.n daulat-o-shohrat kaa cha.Dhtaa nasha hai
Gitesh Dube Geet
Ghazal
jaane us shab kyaa hu.aa thaa merii aql-o-hosh ko
KHud bahakne lag gayaa thaa us ko samjhaate hu.e
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
Tahseen Firaqi
Ghazal
duur rakkhaa bahakne se mujh ko magar
aur nashshe me.n KHud chuur hote ga.e