SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahisht-e-barii.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bahisht-e-barii.n"
Mazahiya
kahaa.n shaam apnii guzaaraa kare.nge
bahisht-e-barii.n le ke ham kyaa kare.nge
Haji Laq Laq
Nazm
hubb-e-watan
ai vatan ai mire bahisht-e-barii.n
kyaa hu.e tere aasmaan zamii.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
huur-o-qusuur se na bahisht-e-barii.n se hai
naazaa.n huu.n mai.n ki meraa ta'alluq zamii.n se hai
Khawar Rizvi
Ghazal
jo 'gustaaKH' pahu.nche bahisht-e-barii.n me.n
to samjhe ki navvaab castle yahii hai
Gustakh Rampuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bahisht-e-barii.n"
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
vaa'iz tuu baaG-e-husn kii ik baar sair kar
mumkin hai dilkashii me.n ho KHuld-e-barii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mire anfaas kii har zarb thii kaarii se kaarii-tar
karam farmaa hu.aa arsh-e-barii.n aahista aahista
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
hubb-e-watan
ai vatan ai mire bahisht-e-barii.n
kyaa hu.e tere aasmaan o zamii.n
Altaf Hussain Hali
Marsiya
auj-e-zamii.n bahisht-e-barii.n se do-chand thaa
mimbar kaa nuh falak se bhii paaya buland thaa
Meer Anees
Ghazal
pahle to aazmaayaa ataa-e-bahisht se
phir bhej kar jahaan me.n afzal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Nazm
sajda
mauj-e-tasniim o kaif-e-KHuld-e-barii.n
jagmagaataa badan chamaktii jabii.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
tarana-e-watan
husn-e-charKH-e-barii.n terii parchhaa.iyaa.n
jannato.n kaa yaqii.n terii raa'naa.iyaa.n
Bekal Utsahi
Ghazal
faqat sukuu.n kii talab hai ba-naam-e-KHuld-e-barii.n
fareb KHud ko diye iztiraab me.n kyaa kyaa