SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahra-mand"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bahra-mand"
Ghazal
ye saaz-o-raKHt-e-dil-e-bahra-mand kyaa shai hai
tamaam bikhre hu.e dard kaa simaT jaanaa
Syed Amin Ashraf
Nazm
chhabbis january
apnii koshish se bahra-mand hu.e
saarii duniyaa me.n sar-buland hu.e
Adil Jafari
Ghazal
ham shikasta-dil na bahra-mand duniyaa se hu.e
varna is aaluudgii se kis kaa daaman paak thaa
Mohammad Yaqoob Aamir
BOOKS MATCHES FOR "bahra-mand"
MORE MATCHES FOR "bahra-mand"
Ghazal
dukh ko samt-shanaasaa.ii dii Gam ke qurbat-daaro.n ne
dil dhaaraa dariyaa mil kar bahra-mand hu.aa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
use hai raas ye daa.im miraa rukuu-o-sujuud
mirii razaa se vo but KHuub bahra-mand hu.aa
Mohammad Javed Anwar
Ghazal
use KHabar nahii.n kyaa shai hai ishrat-e-abadii
jo tere dard-e-mohabbat se bahra-mand nahii.n
Jaleel Qidwai
Nazm
KHatun-e-mashriq
ilm se har chand tujh ko kam kiyaa hai bahra-mand
lekin is se ho na ai ma.asuum aurat dard-mand
Josh Malihabadi
Ghazal
yaa-rab KHalish se aah kii ho jo na bahra-mand
jis dil kaa takiya-gaah sar-e-neshtar nahii.n