SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahra-mand"
Ghazal MATCHES FOR "bahra-mand"
Ghazal
ye saaz-o-raKHt-e-dil-e-bahra-mand kyaa shai hai
tamaam bikhre hu.e dard kaa simaT jaanaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
ham shikasta-dil na bahra-mand duniyaa se hu.e
varna is aaluudgii se kis kaa daaman paak thaa
Mohammad Yaqoob Aamir
Ghazal
dukh ko samt-shanaasaa.ii dii Gam ke qurbat-daaro.n ne
dil dhaaraa dariyaa mil kar bahra-mand hu.aa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
use hai raas ye daa.im miraa rukuu-o-sujuud
mirii razaa se vo but KHuub bahra-mand hu.aa
Mohammad Javed Anwar
Ghazal
use KHabar nahii.n kyaa shai hai ishrat-e-abadii
jo tere dard-e-mohabbat se bahra-mand nahii.n
Jaleel Qidwai
Ghazal
yaa-rab KHalish se aah kii ho jo na bahra-mand
jis dil kaa takiya-gaah sar-e-neshtar nahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ye qatra bahr-e-ma.aanii hai maujzan jis me.n
qalam kii nok se pahle kabhii na Tapkaa thaa
Rafiq Raaz
Ghazal
Shaukat Thanvi
Ghazal
dekhne vaalo.n ko ehsaas-e-Gam-e-zaat nazar
lafz ke bahr-e-ma’aanii me.n zaruur aa.egaa
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
teraa sitam jo mujh se gadaa ne sahaa sahaa
tuu baadshah hai jo mujhe tuu ne kahaa kahaa