SEARCH RESULTS
Showing search results for "baje"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baje"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
beTe kaa biyaah ho to na byaahii na saathii hai
ne raushnii na baaje kii aavaaz aatii hai
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baje"
Ghazal
shahr-dar-shahr mire ishq kii naubat baaje
mai.n jahaa.n jaa.uu.n tire naam se rusvaa ho jaa.uu.n
Shakeel Azmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mandiro.n me.n sa.nkh baaje masjido.n me.n ho azaa.n
shaiKH kaa dharm aur diin-e-barhaman aazaad hai
Sahir Ludhianvi
Sher
das baje raat ko so jaate hai.n KHabre.n sun kar
aa.nkh khultii hai to aKHbaar talab karte hai.n
Shahzad Ahmad
Nazm
sarkari aur ghair-sarkari do iden
radio ne das baje shab ke KHabar dii iid kii
aalimo.n ne raat bhar is news kii tardiid kii
Dilawar Figar
Nazm
holi
bajte hai.n kahii.n taal kahii.n za.ng zamii.n par
holii ne machaayaa hai ajab rang zamii.n par
Nazeer Akbarabadi
Mazahiya Shayari
un kii nazar se merii nazar das baje la.Dii
das baj ke das minute pe musalmaan ho gayaa