SEARCH RESULTS
Showing search results for "barbaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barbaad"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vaise to tumhii.n ne mujhe barbaad kiyaa hai
ilzaam kisii aur ke sar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "barbaad"
MORE MATCHES FOR "barbaad"
Ghazal
vo gul huu.n KHizaa.n ne jise barbaad kiyaa hai
uljhuu.n kisii daaman se mai.n vo KHaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Sher
har vaqt kaa ha.nsnaa tujhe barbaad na kar de
tanhaa.ii ke lamho.n me.n kabhii ro bhii liyaa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
har vaqt kaa ha.nsnaa tujhe barbaad na kar de
tanhaa.ii ke lamho.n me.n kabhii ro bhii liyaa kar
Mohsin Naqvi
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
jis din se mile hai.n dono.n kaa sab chain gayaa aaraam gayaa
Akhtar Shirani
Nazm
koi ye kaise batae
itnii qurbat hai to phir faasla itnaa kyuu.n hai
dil-e-barbaad se niklaa nahii.n ab tak ko.ii
Kaifi Azmi
Ghazal
vo kare.n bhii to kin alfaaz me.n teraa shikva
jin ko terii nigah-e-lutf ne barbaad kiyaa