SEARCH RESULTS
Showing search results for "barbaad"
Nazm MATCHES FOR "barbaad"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
jis din se mile hai.n dono.n kaa sab chain gayaa aaraam gayaa
Akhtar Shirani
Nazm
koi ye kaise batae
itnii qurbat hai to phir faasla itnaa kyuu.n hai
dil-e-barbaad se niklaa nahii.n ab tak ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
shikast
tuu ne to ek hii sadme se kyaa thaa do-chaar
dil ko har tarah se barbaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (4)
mere jaam o miinaa o gul-daa.n ke reze mile hai.n
ki jaise vo is shahr-e-barbaad kaa haafiza ho.n
Noon Meem Rashid
Nazm
buniyaad kuchh to ho
chiiKHe hai dard ai dil-e-barbaad kuchh to ho
bolo ki shor-e-hashr kii iijaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wirsa
un kaa virsa huu.n kha.nDar ye sitam iijaad na kar
terii taKHliiq nahii.n tuu ise barbaad na kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHak-e-hind
ilm-o-kamaal o iimaa.n barbaad ho rahe hai.n
aish-o-tarab ke bande Gaflat me.n so rahe hai.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
tere a.adaa ne kiyaa ek filistii.n barbaad
mere zaKHmo.n ne kiye kitne filistii.n aabaad