SEARCH RESULTS
Showing search results for "barse.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barse.n"
Nazm
ek rah-guzar par
shabaab jis se taKHayyul pe bijliyaa.n barse.n
vaqaar jis kii rafaaqat ko shoKHiyaa.n tarse.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo siidhii-saadii adaa.e.n ki bijliyaa.n barse.n
vo dil-baraana muravvat ki 'aashiqaana lage
Nasir Kazmi
Ghazal
bastiyaa.n aag me.n bah jaa.e.n ki patthar barse.n
ham agar so.e hu.e hai.n to jagaa do ham ko
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
isii umiid pe barse.n guzaar dii.n ham ne
vo kah gayaa thaa ki mausam palaT ke aate hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
bijliyaa.n ab to tire abr-e-karam kii barse.n
umr-bhar apne sulagte kaa tamaashaa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "barse.n"
Ghazal
mirii sadaa pe na barse.n agar tirii aa.nkhe.n
to harf o saut ke saare diye bujhaa duu.ngaa
Saqi Faruqi
Nazm
paris
un me.n har ek ke kashkol se barse.n rim-jhim
is bhare shahr kii naasuudgiyaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
qarya-e-jaa.n pe kabhii TuuT ke barse.n 'ruuhii'
zarf ashko.n ko vo baadal nahii.n hone detaa
Rehana Roohi
Nazm
tamanna ke tar
mabaadaa sitaaro.n se barse.n vo tiir
ki rah jaa.e baaqii tamannaa na taar
Noon Meem Rashid
Ghazal
taa sub.h mai-kade se rahii botalo.n kii maa.ng
barse.n kahaa.n ye kaalii ghaTaa.e.n tamaam raat
Riyaz Khairabadi
Rubai
jab chaa.nd kii vaadiyo.n se naGme barse.n
aakaash kii ghaaTiyo.n me.n saaGar uchle.n




