SEARCH RESULTS
Showing search results for "barzakh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barzakh"
Ghazal
mujh ko tahziib ke barzaKH kaa banaayaa vaaris
jurm ye bhii mire ajdaad ke sar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
ta.alluqaat ke barzaKH me.n hii rakhaa mujh ko
vo mere haq me.n na thaa aur KHilaaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "barzakh"
Ghazal
ushshaaq jo tasavvur-e-barzaKH ke ho ga.e
aatii hai dam-ba-dam ye unhii.n ko sadaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
Himayat Ali Shayar
Ghazal
fasl-e-gul ho to nikaale mujhe is barzaKH se
bhuul jaa.e na tah-e-sa.ng vo bo kar mujh ko
Iftikhar Naseem
Nazm
aalam-e-barzaKH
ye to barzaKH hai yahaa.n vaqt kii iijaad kahaa.n
ik baras thaa ki mahiina hame.n ab yaad kahaa.n
Fahmida Riaz
Nazm
tera aur mera sath
teraa aur meraa saath aalam-e-barzaKH se hai
aalam-e-barzaKH ya.anii jahaa.n arvaah ik saath thii.n
Zeef Zia
Sher
ta.alluqaat ke barzaKH me.n ain-mumkin hai
zaraa saa dukh vo mujhe de to mai.n tiraa ho jaa.uu.n
Irfan Sattar
Ghazal
Himayat Ali Shayar
Nazm
hum ko malum hai jannat ki haqiqat lekin
us me.n aatii to nazar hai mujhe apnii jhalak
mai.n huu.n dozaKH me.n yaa barzaKH me.n
Salahuddin Parvez
Nazm
nazm
mai.n apnii KHvaahish ke mutaabiq amal nahii.n kar saktaa
mai.n barzaKH me.n huu.n
Zahid Dar
Nazm
aawaz ke sae
mujhe hii jak.De rahte hai.n
ye pachhtaave kaa barzaKH aur mai.n huu.n
Qamar Jahan Naseer
Ghazal
mai.n intizaar ke barzaKH me.n jaltii rahtii huu.n
hazaar vasvase rakhte hai.n be-qaraar mujhe


