SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaan-e-shauq-e-safar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bayaan-e-shauq-e-safar"
Ghazal
kamaal-e-shauq-e-safar bhii udhar hii jaataa hai
kisii safar kaa musaafir ho ghar hii jaataa hai
Yashab Tamanna
Ghazal
miraa tarz-e-bayaan-e-shauq bebaakaana hotaa hai
amal jo rind se hotaa hai vo rindaana hotaa hai
Bedil Azimabadi
Ghazal
bayaan-e-shauq banaa harf-e-iztiraab banaa
vo ik savaal ki jis kaa na kuchh javaab banaa
Hasan Naim
PAGE MATCHES FOR "bayaan-e-shauq-e-safar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bayaan-e-shauq-e-safar"
Sher
mai.n aur meraa shauq-e-safar saath hai.n magar
ye aur baat hai ki safar ho ga.e tamaam
Mustafa Shahab
Ghazal
Nisar Mahmood Taseer
Ghazal
bayaan-e-shauq pe maa.il vo kam-nazar ho.nge
jo zabt-e-shauq kii lazzat se be-KHabar ho.nge
Makhmoor Saeedi
Ghazal
bayaan-e-shauq na kuchh arz-e-iltijaa ke liye
bas ek jalva dikhaa diijiye KHudaa ke liye
Zahoor Biswani
Ghazal
har-chand miraa shauq-e-safar yuu.n na rahegaa
kyaa KHaar sar-e-raahguzar yuu.n na rahegaa
Saleem Sarfaraz
Sher
na ranj-e-hijrat thaa aur na shauq-e-safar thaa dil me.n
sab apne apne gunaah kaa bojh Dho rahe the
Jamal Ehsani
Ghazal
bayaan-e-shauq-e-safar ahl-e-dard kaa hai bahut
magar nishaan sar-e-rahguzar nahii.n miltaa