SEARCH RESULTS
Showing search results for "beTaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "beTaa"
Sher
barbaad kar diyaa hame.n pardes ne magar
maa.n sab se kah rahii hai ki beTaa maze me.n hai
Munawwar Rana
Nazm
muflisi
yaa.n tak havaas us ke u.Daatii hai muflisii
muflis biyaah beTii kaa kartaa hai bol bol
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "beTaa"
Ghazal
Rais Farogh
Nazm
hubb-e-watan
sach bataa to sabhii ko bhaataa hai
yaa ki mujh se hii teraa naataa hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
sarkari aur ghair-sarkari do iden
beTaa kahtaa thaa ki kal shaitaan roza rakkhegaa
baap bolaa teraa abbaa jaan roza rakkhegaa
Dilawar Figar
Nazm
munajat-e-bewa
dukhiyaa dukhii yatiim aur beva
tere hii haath un sab kaa hai khevaa
Altaf Hussain Hali
Sher
baap kaa hai faKHr vo beTaa ki rakhtaa ho kamaal
dekh aa.iine ko farzand-e-rashiid-e-sa.ng hai







