SEARCH RESULTS
Showing search results for "bisaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bisaat"
Ghazal
ham se bhii is bisaat pe kam ho.nge bad-qimaar
jo chaal ham chale so nihaayat burii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
dil kii bisaat kyaa thii nigaah-e-jamaal me.n
ik aa.iina thaa TuuT gayaa dekh-bhaal me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ai taaza vaardaan-e-bisaat-e-havaa-e-dil
zinhaar agar tumhe.n havas-e-naa.e-o-nosh hai
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "bisaat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bisaat"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kahaa.n bisaat-e-jahaa.n aur mai.n kamsin-o-naadaa.n
ye merii jiit kaa sab ehtimaam tum se hai
Wasi Shah
Ghazal
bisaat-e-bazm ulaT kar kahaa.n gayaa saaqii
fazaa KHamosh subuu chup udaas paimaane
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
bisaat-e-ishq pe ba.Dhnaa kise nahii.n aataa
ye aur baat ki bachne ke ghar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
dil kii bisaat kyaa thii nigaah-e-jamaal me.n
ik aa.iina thaa TuuT gayaa dekh-bhaal me.n


