SEARCH RESULTS
Showing search results for "bisaat"
Nazm MATCHES FOR "bisaat"
Nazm
hamesha qatl ho jata hun main
bisaat-e-zindagii to har gha.Dii bichhtii hai uThtii hai
yahaa.n par jitne KHaane jitne ghar hai.n
Jaun Eliya
Nazm
ek pahaD aur gilahri
tirii bisaat hai kyaa merii shaan ke aage
zamii.n hai past mirii aan-baan ke aage
Allama Iqbal
Nazm
tumhaare husn ke nam
chaman me.n sarv-o-sanobar sa.nvar ga.e hai.n tamaam
banii bisaat-e-Gazal jab Dubo liye dil ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka
merii bisaat kyaa hai tab-o-taab-e-yak-nafas
sho.ala se be-mahal hai ulajhnaa sharaar kaa
Allama Iqbal
Nazm
ek mohre ka safar
ba.Dii chaalaakii se jiinaa hogaa
aa.nkh kii aaKHirii had tak hai bisaat-e-hastii
Javed Akhtar
Nazm
sajjad-zahir ke nam
bisaat-e-baada-o-miinaa uThaa lo
ba.Dhaa do sham-e-mahfil bazm vaalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sandesa
ik umr kii vaaraftagii aur vahshato.n kaa raqs jaarii hai
vo baazii jo bisaat-e-jaa.n pe khelii thii
Saleem Kausar
Nazm
barish ka pahla qatra
kis birte pe mai.n karuu.n dilerii
mai.n kaun huu.n kyaa bisaat merii
Ismail Merathi
Nazm
numaish mein
vo kuchh doshiizgaan-e-naaz-parvar
kha.Dii hai.n ik bisaatii kii dukaa.n par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kar-nama
bisaat-e-arz pe shatranj khel sakte hai.n
magar ye fan bhii mirii dastaras se baahar thaa
Akhtarul Iman
Nazm
jine marne ke darmiyan ek saat
junuun-e-aagahii maanuus aa.nkho.n se chhalak jaataa
bisaat-e-zindagii ke saare mohre piT chuke hote
Shahzad Ahmad
Nazm
aTuT ang
ham se aabaad daa.em bisaat-e-jahaa.n
apne aa.ngan kii phuulo.n-bharii kiyaariyaa.n