SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaap"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaap"
Ghazal
jab raat ga.e ko.ii kiran mere baraabar
chup-chaap sii so jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Nazm
mujhse pahle
jis pe pahle bhii ka.ii ahd-e-vafaa TuuTe hai.n
isii do-raahe pe chup-chaap kha.Daa rah jaa.uu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis tarah log chale jaate hai.n uTh kar chup-chaap
ham to ye dhyaan me.n laate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chaap"
Nazm
is waqt to yun lagta hai
mumkin hai ko.ii vahm thaa, mumkin hai sunaa ho
galiyo.n me.n kisii chaap kaa ik aaKHirii pheraa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
asar bhii le rahaa huu.n terii chup kaa
tujhe qaa.il bhii kartaa jaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n umar ke raste me.n chup-chaap bikhar jaataa
ik din bhii agar apnii tanhaa.ii se Dar jaataa
Azm Bahzad
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Sher
chup-chaap suntii rahtii hai pahro.n shab-e-firaaq
tasviir-e-yaar ko hai mirii guftuguu pasand
Dagh Dehlvi
Ghazal
chup-chaap apnii aag me.n jalte raho 'faraaz'
duniyaa to arz-e-haal se be-aabruu kare
Ahmad Faraz
Ghazal
dekh kar jo hame.n chup-chaap guzar jaataa hai
kabhii us shaKHs ko ham pyaar kiyaa karte the