SEARCH RESULTS
Showing search results for "chamaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chamaar"
Kulliyat
ai Gair 'miir' tujh ko gar juutiyaa.n na maare
sayyad na hove phir to ko.ii chamaar hove
Meer Taqi Meer
Nazm
holi
'zariif' dekho to kaisii machaa.ii hai uudham
phudak rahe hai.n ye kaise chamaar holii me.n
Zareef Dehlvi
Kulliyat
sayyad ho yaa chamaar ho us jaa vafaa hai shart
kab aashiqii me.n puuchhte hai.n zaat ke ta.ii.n
Meer Taqi Meer
MORE MATCHES FOR "chamaar"
Ghazal
allah re muflisii ki mujhe paa ke nange sar
juute ke gaa.nThne se gurezaa.n chamaar hai.n
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
use kaun dekh saktaa ki yagaana hai vo yaktaa
jo du.ii kii buu bhii hotii to kahii.n do-chaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Nazm
jawab-e-shikwa
dekh kar ra.ng-e-chaman ho na pareshaa.n maalii
Kaukab-e-Guncha se shaaKHe.n hai.n chamakne vaalii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai bahaaro.n me.n chaman ko jalte
hai ko.ii KHvaab kii taabiir bataane vaalaa






