SEARCH RESULTS
Showing search results for "chamak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chamak"
Ghazal
Parveen Shakir
Sher
us ke chehre kii chamak ke saamne saada lagaa
aasmaa.n pe chaa.nd puuraa thaa magar aadhaa lagaa
Iftikhar Naseem
Nazm
nisar main teri galiyon ke
chamak uThe hai.n salaasil to ham ne jaanaa hai
ki ab sahar tire ruKH par bikhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
MORE MATCHES FOR "chamak"
Ghazal
raaste jo bhii chamak-daar nazar aate hai.n
sab terii o.Dhnii ke taar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sirf dhu.ndlaa.e sitaaro.n kii chamak dekhii hai
kab hu.aa kaun hu.aa kis se KHafaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
shoKH ho jaatii hai ab bhii tirii aa.nkho.n kii chamak
gaahe gaahe tire dilchasp javaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Nazm
saqi-nama
chamak us kii bijlii me.n taare me.n hai
ye chaa.ndii me.n sone me.n paare me.n hai