SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-e-raqiib"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chashm-e-raqiib"
Ghazal
tirii taraf hai ba-hasrat nazaara-e-nargis
ba-korii-e-dil-o-chashm-e-raqiib saaGar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
vatan se aayaa hai ye KHat 'raqiib' mere naam
har ek lafz me.n ga.ng-o-jaman kii KHushbuu hai
Satish Shukla Raqeeb
Ghazal
pasiijaa dil na kisii kaa hamaare ashko.n se
har aastaa.n pe liye chashm-e-tar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
MORE MATCHES FOR "chashm-e-raqiib"
Ghazal
dhulaa saa chehra bhii kuchh maa.nd pa.D gayaa aaKHir
hu.e na ashk tirii chashm-e-tar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Sher
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mujhe to chashm-e-gurezaa.n bhii iltifaat lagii
tire sitam pe bhii iisaar kaa gumaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
chashm-o-abruu ke liye ashk hai.n saaz-o-naGma
meraa girya mirii aa.nkho.n kaa Gazal-KHvaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
reza-e-sang to aaya gul-e-manzar na sahii
kaasa-e-chashm ko hairat se khulaa rahne do