SEARCH RESULTS
Showing search results for "chob"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chob"
Sher
na puuchh haal miraa chob-e-KHushk-e-sahraa huu.n
lagaa ke aag mujhe kaarvaa.n ravaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
qurbaan parii mukh pe hu.ii chob sii jal kar
ye baat ajaa.ib mah-e-taabaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chob"
Ghazal
taaza phir daanish-e-haazir ne kiyaa sehr-e-qadiim
guzar is ahd me.n mumkin nahii.n be-chob-e-kaliim
Allama Iqbal
Nazm
ek manzar
sabze se jhaa.nktii hu.ii khaprel vaalii chhat
diivaar-e-chob par ko.ii mausam kii sabz bel
Parveen Shakir
Ghazal
mere dard-e-dil se goyaa aashnaa hai.n chob-o-taar
apne naale sun rahaa huu.n parda-haa-e-saaz se
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
hazar karo mere tan se
hazar karo mire tan se ye sam kaa dariyaa hai
hazar karo ki miraa tan vo chob-e-sahraa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shahiid naaz-o-adaa kaa tire zamaana hu.aa
u.Daayaa meh.ndii ne dil chor kaa bahaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
apnii jur.at kii sataa.ish ho ki ham chob-mizaaj
rabt rakhte hai.n sadaa un se jo aare hu.e hai.n
Arshad Jamal Sarim
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
chob-e-KHushk anguur us kii mai hai aag
sarsaraatii hai rago.n me.n iid ke din kii tarah
Noon Meem Rashid
Ghazal
yaa-rab kahaa.n gayaa hai vo sarv-e-shoKH-ra.anaa
hai chob-e-KHushk jis bin merii nazar me.n tuubaa