SEARCH RESULTS
Showing search results for "chob"
Ghazal MATCHES FOR "chob"
Ghazal
qurbaan parii mukh pe hu.ii chob sii jal kar
ye baat ajaa.ib mah-e-taabaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
is dasht-e-balaa me.n na samajh KHud ko akelaa
mai.n chob kii suurat tire KHeme me.n ga.Dii huu.n
Farhat Zahid
Ghazal
ai chob-e-KHushk-e-sahraa vo baad-e-shauq kyaa thii
merii tarah barahna jis ne tujhe banaayaa
Fahmida Riaz
Ghazal
taaza phir daanish-e-haazir ne kiyaa sehr-e-qadiim
guzar is ahd me.n mumkin nahii.n be-chob-e-kaliim
Allama Iqbal
Ghazal
mere dard-e-dil se goyaa aashnaa hai.n chob-o-taar
apne naale sun rahaa huu.n parda-haa-e-saaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
shahiid naaz-o-adaa kaa tire zamaana hu.aa
u.Daayaa meh.ndii ne dil chor kaa bahaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
apnii jur.at kii sataa.ish ho ki ham chob-mizaaj
rabt rakhte hai.n sadaa un se jo aare hu.e hai.n
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
yaa-rab kahaa.n gayaa hai vo sarv-e-shoKH-ra.anaa
hai chob-e-KHushk jis bin merii nazar me.n tuubaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
turra ke tere vaaste sad-chob-e-shaan-a-daar
qumrii ga.ii hai kaaTne shamshaad kii taraf
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ye jo ravaa.n hai.n chaar-suu itne dhu.e.n ke aadmii
kis liye chob-e-sabz ko aag se aashnaa karuu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n ke aa.ino.n kaa to paanii utar gayaa
ab jism chob-e-KHushk hai ye saaneha bhii dekh
Kishwar Naheed
Ghazal
vo chob-e-KHushk huu.n mahruum-e-aatish-e-sozaa.n
ki bin jalaa.e jise qaafila ravaana hu.aa
Saleem Ahmed
Ghazal
chob-e-KHushk sahraa huu.n aur aarzuu gul kii
saadgii se ba.Dh kar bhii hai ko.ii himaaqat kyaa
Pirzada Qasim
Ghazal
shiisha-o-chob ke daano.n se na bahle.nge kabhii
daur-e-haazir ke ye bachche to guhar chaahte hai.n
Rahi Fidai
Ghazal
chob-e-sahraa bhii vahaa.n rashk-e-samar kahlaa.e
ham KHizaa.n-baKHt shajar ho ke hajar kahlaa.e
Atta Shad
Ghazal
ye dostii bhii ajab chob-e-KHushk hai 'naasir'
nibhaa rahaa huu.n magar TuuTne ke Dar me.n huu.n
Nasir Ali Syed
Ghazal
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
ai basaa kohna imaaraat-e-maqaabir jin ke
logo.n ne chob-o-chagal ke liye to.De patthar