SEARCH RESULTS
Showing search results for "click"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "click"
Nazm
kitaben
zabaa.n par zaa.iqa aataa thaa jo safhe palaTne kaa
ab u.nglii click karne se bas ik
Gulzar
Nazm
online aashiq
ishq kahte hai.n jise ik nayaa samjhauta hai
pahle dil milte the ab naam click hotaa hai
Khalid Irfan
Ghazal
kyuu.n kar na hove click hamaaraa guhar-fishaa.n
karte hai.n 'aabruu' ye taKHallus suKHan me.n ham
Abroo Shah Mubarak
PAGE MATCHES FOR "click"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "click"
Ghazal
zaahid ke qadd-e-KHam kuu.n musavvir ne jab likhaa
tab click haath biich jo thaa so asaa hu.aa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
farman-e-KHuda
kyuu.n KHaaliq o maKHluuq me.n haa.il rahe.n parde
piiraan-e-kaliisaa ko kaliisaa se uThaa do
Allama Iqbal
Marsiya
kiije du.aa ki KHaaliq-e-akbar madad kare
allaah ye balaa mire bachche kii rad kare
Meer Anees
Nazm
aadmi-nama
hattaa ki apne zohd-o-riyaazat ke zor se
KHaaliq se jaa milaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
lenin
ham band-e-shab-o-roz me.n jak.De hu.e bande
tuu KHaaliq-e-aasaar-o-nigaaranda-e-aanaat
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Sher
kaisaa firaaq kaisii judaa.ii kahaa.n kaa hijr
vo jaa.egaa agar to KHayaalo.n me.n aa.egaa
Anjum Khaleeq
Nazm
muflisi
duniyaa me.n le ke shaah se ai yaar taa-faqiir
KHaaliq na muflisii me.n kisii ko kare asiir
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hujuum kyuu.n hai ziyaada sharaab-KHaane me.n
faqat ye baat ki piir-e-muGaa.n hai mard-e-KHaliiq
Allama Iqbal
Sher
Munawwar Rana
Nazm
ek rah-guzar par
vo aa.nkh jis ke banaav pa KHaaliq itraa.e
zabaan-e-sher ko taariif karte sharm aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramayan ka ek scene
taqsiir merii KHaaliq-e-aalam bahal kare
aasaan mujh Gariib kii mushkil ajal kare










