SEARCH RESULTS
Showing search results for "compare"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "compare"
Mazahiya
kyaa ta'alluq tibb-e-yuunaanii ko hai ruumaan se
compare farhaad o majnuu.n ko karo luqmaan se
Dilawar Figar
Marsiya
KHaadim bilaal-o-qumbar-e-garduu.n-asaas thaa
naalain is ke paas asaa us ke paas thaa
Meer Anees
Ghazal
kamar-e-yaar ke mazmuun ko baa.ndho 'aatish'
zulf-e-KHuubaa.n sii rasaa tum ko tabii.at dii hai
Haidar Ali Aatish
Nazm
hinDola
isii zamiin se uTThe vo desh ke saava.nt
u.Daa diyaa thaa jinhe.n company ne topo.n se
Firaq Gorakhpuri
PAGE MATCHES FOR "compare"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "compare"
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
apne bas kaa nahii.n baar-e-sa.ng-e-sitam
baar-e-sa.ng-e-sitam, baar-e-kohsaar-e-Gam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hairat hujuum-e-lazzat-e-Galtaanii-e-tapish
siimaab-e-baalish o kamar-e-dil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
kamar-e-yaar ke mazkuur ko jaane de miyaa.n
tuu qadam is me.n na rakh raah ye baariik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
nahii.n paas kuchh ek dil hai so vo bhii
qimaar-e-mohabbat me.n haare hu.e hai.n
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
yaanii qimaar-e-ishq me.n kyaa kuchh hai daav par
is raaz-e-vaa-shagaaf ko paa lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
puuchhte ho haal kyaa meraa qimaar-e-ishq me.n
jhaa.D baiThaa haath mai.n naqd-e-dil-o-dii.n haar ke
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kamar-e-yaar thii az-bas-ki nihaayat naazuk
suujhtii bandish-e-mazmuu.n kii ko.ii ghaat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo saKHt-jaa.n huu.n ki dikhlaa.e.n gar dam-e-murdan
to to.D de kamar-e-kohsaar aa.iina

