SEARCH RESULTS
Showing search results for "compare"
Ghazal MATCHES FOR "compare"
Ghazal
kamar-e-yaar ke mazmuun ko baa.ndho 'aatish'
zulf-e-KHuubaa.n sii rasaa tum ko tabii.at dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hairat hujuum-e-lazzat-e-Galtaanii-e-tapish
siimaab-e-baalish o kamar-e-dil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
kamar-e-yaar ke mazkuur ko jaane de miyaa.n
tuu qadam is me.n na rakh raah ye baariik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
nahii.n paas kuchh ek dil hai so vo bhii
qimaar-e-mohabbat me.n haare hu.e hai.n
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
yaanii qimaar-e-ishq me.n kyaa kuchh hai daav par
is raaz-e-vaa-shagaaf ko paa lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
puuchhte ho haal kyaa meraa qimaar-e-ishq me.n
jhaa.D baiThaa haath mai.n naqd-e-dil-o-dii.n haar ke
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kamar-e-yaar thii az-bas-ki nihaayat naazuk
suujhtii bandish-e-mazmuu.n kii ko.ii ghaat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo saKHt-jaa.n huu.n ki dikhlaa.e.n gar dam-e-murdan
to to.D de kamar-e-kohsaar aa.iina
Momin Khan Momin
Ghazal
qimaar-e-ishq me.n sab kuchh ga.nvaa diyaa mai.n ne
umiid-e-nafa.a me.n KHauf-e-ziyaa.n nahii.n hotaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
thaam le dast-e-subuu aa.e jo chalne me.n lachak
KHat-e-baGdaad ho muu-e-kamar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
'saudaa' qimaar-e-ishq me.n shiirii.n se kohkan
baazii agarche paa na sakaa sar to kho sakaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kohsaar-e-himaala kii jhalak KHvaab me.n dekhii
ga.ngaa me.n ubalte hu.e tuufaa.n nazar aa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
paataa huu.n naaf kaa kamar-e-yaar me.n maqaam
chashma magar adam me.n hai gauhar kii aab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
vo koh-saar-e-tahayyur vo aab-shaar-e-nidaa
KHamoshiyo.n ko bhii kyaa kyaa nidaa.e.n detaa hai
Khalid Ahmad
Ghazal
mast-o-sarshaar ko sarshaar sa.nbhaale kyaa KHaak
na thamii dast-e-subuu se kamar-e-jaam-e-sharaab
Dagh Dehlvi
Ghazal
dahan-e-ta.ng hai mauhuum yaqii.n hai kis ko
kamar-e-yaar hai ma.aduum ye zan hai kis kaa