SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabdaba"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dabdaba"
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Marsiya
goyaa kha.De hai.n ja.ng ko mahbuub-e-kirdgaar
ruKH se ayaa.n hai dabdaba-e-shaah-e-zul-fiqaar
Meer Anees
Ghazal
na luTte ham magar un mast a.nkh.Diyo.n ne 'jigar'
nazar bachaate hu.e DabDabaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dabdaba"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
yuu.n chup hu.aa ki phir aa.nkhe.n hii DabDabaa uTThii.n
na jaane us ko abhii aur kyaa bataanaa thaa
Sarfraz Nawaz
Ghazal
aa.nkho.n me.n aaj aa.nsuu phir DabDabaa rahe hai.n
ham kal kii aastiine.n ab tak sukhaa rahe hai.n
Siraj Lakhnavi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
thaa nigahbaan-e-vatan dabdaba-e-aam tiraa
na dige.n paa.nv pe thaa qaum ko paiGaam
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
dabdaba ba.Dhtaa gayaa shahr me.n KHush-haalii kaa
mil ga.ii daad mire dasht ko viiraanii kii