SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabdaba"
Ghazal MATCHES FOR "dabdaba"
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
na luTte ham magar un mast a.nkh.Diyo.n ne 'jigar'
nazar bachaate hu.e DabDabaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye dabdaba ye hukuumat ye nashsha-e-daulat
kiraaya-daar hai.n sab ghar badalte rahte hai.n
Bekal Utsahi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
yuu.n chup hu.aa ki phir aa.nkhe.n hii DabDabaa uTThii.n
na jaane us ko abhii aur kyaa bataanaa thaa
Sarfraz Nawaz
Ghazal
aa.nkho.n me.n aaj aa.nsuu phir DabDabaa rahe hai.n
ham kal kii aastiine.n ab tak sukhaa rahe hai.n
Siraj Lakhnavi
Ghazal
dabdaba ba.Dhtaa gayaa shahr me.n KHush-haalii kaa
mil ga.ii daad mire dasht ko viiraanii kii
Nomaan Shauque
Ghazal
ataa ho yaa to vahii dabdaba vahii jazba
nahii.n to ye mirii lalkaar chhiin le mujh se
Waqar Manvi
Ghazal
Basheer Dada
Ghazal
DabDabaa aa.e.n mujhe dekh ke aa.nkhe.n us kii
haa.e be-dard mire dard-e-moharram to nahii.n
Ram Krishn Muztar
Ghazal
ye dabdaba-o-shaukat-o-tanziim-o-siyaasat
ik Galba-o-quvvat ke sivaa kuchh bhii nahii.n hai
Inam Thanvi
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Anwar Sadiqui
Ghazal
zamii.n ke zulm bhii bardaasht ham ne ha.ns ke kiye
tiraa bhii dabdaba ai jaur-e-aasmaa.n dekhaa
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
sabhii ko 'izzat-o-shohrat kii bhuuk le Duubii
suKHan me.n KHauf thaa lahje me.n dabdaba nahii.n thaa