SEARCH RESULTS
Showing search results for "dandaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dandaan"
Qadir Nama
maah chaa.nd aKHtar hai.n taare raat shab
daa.nt dandaa.n ho.nT ko kahte hai.n lab
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-e-hasrat-zada thaa maa.ida-e-lazzat-e-dard
kaam yaaro.n kaa ba-qadr-e-lab-o-dandaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
la.al hiire sahii tere lab-e-dandaa.n idhar aa
to.D lete to nahii.n hai.n unhe.n ham dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
afsos ki dandaa.n kaa kiyaa rizq falak ne
jin logo.n kii thii dar-KHur-e-aqd-e-guhar a.ngusht
Mirza Ghalib
Mazahiya Shayari
ab hosh nahii.n ko.ii ki baadaam kahaa.n hai
ab apnii hathelii pe hai.n dandaan vaGaira
Anwar Masood
PAGE MATCHES FOR "dandaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dandaan"
Ghazal
hai aarmiidagii me.n nikohish bajaa mujhe
sub.h-e-vatan hai KHanda-e-dandaa.n-numaa mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
halqe me.n zulf-e-yaar kii motii piro.iye
dandaa.n zaruur hai.n dahan-e-maar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
arz-e-naaz-e-shoKHi-e-dandaa.n baraa.e-KHanda hai
daavaa-e-jam'iyyat-e-ahbaab jaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
paan khaayaa hai to is vaqt bhii laazim hai yahii
ek bosa hame.n diije lab-o-dandaan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaar-gaah-e-hastii me.n laala daaG-saamaa.n hai
barq-e-KHirman-e-raahat KHuun-e-garm-e-dahqaa.n hai