SEARCH RESULTS
Showing search results for "dandaan"
Nazm MATCHES FOR "dandaan"
Nazm
zalzala
hairat-e-diid se a.ngusht-ba-dandaa.n thaa mai.n
shaahid-e-jalva-e-qahhaarii-e-yazdaa.n thaa mai.n
Shakeel Badayuni
Nazm
but-saz
najm laayaa huu.n ki tartiib ho silk-dandaa.n
mah-e-yak-ruu bhii to darkaar hai abruu ke liye
Akhtar Usman
Nazm
siyasi bengan
islaam ta.ajjub se a.ngusht ba-dandaa.n hai
marghaT me.n jale sham.a tauhiid kaa parvaana
Zareef Lakhnavi
Nazm
nae aadmi ka confession
ki dandaa.n darindo.n kii suurat
kisii sahme simTe ku.nvaare badan me.n ga.De hai.n
Ghazanfar
Nazm
zamin se ishq
shaaKH-e-sandal hai.n marmarii.n baahe.n
tere dandaa.n damakte motii hai.n
Mujeeb Shehzar
Nazm
jo hum pe guzri
dekh kar KHalvat-e-hastii kii KHamoshii yaaro
maut angusht-ba-dandaa.n sii nazar aatii hai
Muslim Shameem
Nazm
sirr-e-hasti
chaa.nd Tuk.De ho jo unglii se ishaara kar duu.n
apnii quvvat pe KHud angusht-ba-dandaa.n huu.n mai.n
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
jawab-e-shikwa
dasht me.n daaman-e-kohsaar me.n maidaan me.n hai
bahr me.n mauj kii aaGosh me.n tuufaan me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
haa.n dil kaa daaman phailaa hai
kyuu.n gorii kaa dil mailaa hai
Ibn e Insha
Nazm
zindagi se Darte ho
aadmii ke daaman se zindagii hai vaabasta
us se tum nahii.n Darte
Noon Meem Rashid
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
chale jo yaar to daaman pe kitne haath pa.De
dayaar-e-husn kii be-sabr KHvaab-gaaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
martaa huu.n KHaamushii par ye aarzuu hai merii
daaman me.n koh ke ik chhoTaa saa jho.npa.Daa ho