SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-e-qafas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dar-e-qafas"
Ghazal
dar-e-qafas pe a.ndhere kii mohr lagtii hai
to 'faiz' dil me.n sitaare utarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kisii KHayaal kii KHushbuu kisii badan kii mahak
dar-e-qafas pe kha.Dii hai sabaa payaam liye
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
dar-e-qafas na khulaa qadr-e-sabr kar sayyaad
ta.Dapte ham to pahaa.Do.n me.n raastaa karte
Saqib Lakhnavi
Kulliyat
sayyaad agar ijaazat gul-gasht kii nahii.n Tuk
diivaar-e-baaG ko to baare dar-e-qafas kar
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "dar-e-qafas"
MORE MATCHES FOR "dar-e-qafas"
Ghazal
khulii fazaa me.n vo Dar thaa ki par khule hii nahii.n
'ajab yaqiin-e-tahaffuz dar-e-qafas tak thaa
Umair Najmi
Ghazal
vaa ho dar-e-qafas bhii to kyaa is se faa.eda
jab kar diyaa hai aap ne be-baal-o-par mujhe
Tahavvur Ali Zaidi
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa