SEARCH RESULTS
Showing search results for "dardnaak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dardnaak"
Ghazal
duniyaa-e-haadsaat hai ik dardnaak giit
duniyaa-e-haadsaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
fasaana-go bhii kare kyaa ki har ko.ii sar-e-bazm
ma.aal-e-qissa-e-dil dardnaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Marsiya
paidaa kare.nge qaum ik aisii ba-ruu-e-KHaak
jo raat din rahe.nge isii Gam me.n dard-naak
Meer Anees
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
suniye to ik zaraa mire ash.aar-e-dardnaak
laayaa huu.n mai.n kaleje ke Tuk.De nikaal ke
Jaleel Manikpuri
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
dardnaak-aavaaz
दर्दनाक-आवाज़ دَرْدناک آواز
ایسی آواز جس میں درد بھرا ہوا ہو، پرسوز آواز
dardnaak-vaaqi'aa
दर्दनाक-वाक़ि'आ دَرْدناک واقِعَہ
ایسا وقوع جسے دیکھ کر یا جسکی بابت سن کر تکلیف یا رقت ہو
dardnaak-scene
दर्दनाक-सीन دَرْدناک سِیْن
ایسا منظر یا نظارہ جسے دیکھ کر رقت آئے
MORE MATCHES FOR "dardnaak"
Nazm
fana
duniyaa me.n ko.ii shaad ko.ii dard-naak hai
yaa KHush hai yaa alam ke sabab siina-chaak hai
Nazeer Akbarabadi
Sher
duniyaa-e-haadsaat hai ik dardnaak giit
duniyaa-e-haadsaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Nazm
sunahri machhli
ba.Daa anokhaa ba.Daa masarrat-a.ngez
aur ba.Daa dardnaak thaa ye mel
Deepti Mishra
Nazm
tumhaara shahr
suro.n pe u.Dte dhu.e.n ke siyaah-ra.ng alam
barhana bachcho.n ke rone kii dardnaak sadaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
tamaam-umr ga.ii us pe haath rakhte hame.n
vo dardnaak alarraGm be-qaraar rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa dardnaak manzar-e-kashtii thaa ruud me.n
mai.n naa-KHudaa ko dekh rahaa thaa KHudaa mujhe
Gulzar Dehlvi
Translated Poetry
miTTii me.n baa.nT detaa hai ?
girne se ziyaada dardnaak ko.ii chiiz nahii.n hotii
Sabeer Haka
Nazm
jamuna
mahsharisataan-e-alam kambaKHt hai kar dil ko chaak
chiir pahluu ko ki nikle.n naala-haa-e-dard-naak
Suroor Jahanabadi
Ghazal
daaG-e-dil kashmiir kaa gujraat kaa dil dardnaak
haadisa ko.ii kahaa.n hai chhe december se alag
Kalim Akhtar
Nazm
nostalgia
ruke hu.e vaqt kii taaqat
palaT kar dekhne ke dardnaak amal ko KHuub-suurat banaa detii hai
Zahid Masood
Ghazal
hote hai.n kis libaas me.n ash.aar-e-dardnaak
bahr-e-uruus fikr hai zebaa ridaa-e-ra.nj

