SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-jafaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dast-e-jafaa"
Ghazal
kuchh to vafaa kaa rang ho dast-e-jafaa ke saath
surKHii mire lahuu kii milaa lo hinaa ke saath
Saghar Mehdi
Ghazal
kaar-gar dast-e-jafaa-kaar rahegaa kab tak
garm ye zulm kaa baazaar rahegaa kab tak
Prem Narayan Saxena Raz
Ghazal
vo zarb thii ki nutq kii zanjiir khul ga.ii
kyaa aur mehrbaanii-e-dast-e-jafaa kahe.n
Iftikhar Aazmi
MORE MATCHES FOR "dast-e-jafaa"
Ghazal
pareshaa.n hai sitamgar hausla gum ho gayaa hai
gulo.n me.n KHanjar-e-dast-e-jafaa gum ho gayaa hai
Rafi Sirsivi
Ghazal
ai dast-e-jafaa sar hai.n ye arbaab-e-vafaa ke
kaT jaa.e.n to kaT jaa.e.n jhukaa.e nahii.n jaate
Hosh Tirmizi
Ghazal
dast-e-jafaa se jis ke ye vahshat mujhe milii
us ko bhii hai gila ki darinda-numaa huu.n mai.n
Ahmad Adil
Ghazal
Nazm Tabatabai
Sher
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
haa.e us dast-e-karam hii se mile jaur-o-jafaa
mujh ko aaGaaz-e-mohabbat hii me.n mar jaanaa thaa