SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dastaar"
Sher
jhuk kar salaam karne me.n kyaa harj hai magar
sar itnaa mat jhukaa.o ki dastaar gir pa.De
Iqbal Azeem
Sher
phe.nkii na 'munavaar' ne buzurgo.n kii nishaanii
dastaar puraanii hai magar baa.ndhe hu.e hai
Munawwar Rana
PAGE MATCHES FOR "dastaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dastaar"
Ghazal
pech rakhte ho bahut saahibo dastaar ke biich
ham ne sar girte hu.e dekhe hai.n baazaar ke biich
Ahmad Faraz
Sher
taaziim ba.Dii shai hai magar soch rahaa huu.n
dastuur nibhaa.uu.ngaa to dastaar giregii
Unknown
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Sher
kuchh kahnaa chaahte the ki KHaamosh ho ga.e
dastaar yaad aa ga.ii sar yaad aa gayaa
Ajmal Siraj
Ghazal
sharminda unhe.n aur bhii ai mere KHudaa kar
dastaar jinhe.n dii hai unhe.n sar bhii ataa kar
Qateel Shifai
Sher
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
log jo saahab-e-kirdaar hu.aa karte the
bas vahii qaabil-e-dastaar hu.aa karte the
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
har ii.nT sochtii hai ki diivaar us se hai
har sar yahii samajhtaa hai dastaar us se hai
Gurcharan Mehta Rajat
Nazm
nahin mera aanchal maila hai
nahii.n meraa aa.nchal melaa hai
aur terii dastaar ke saare pech abhii tak tiikhe hai.n
Parveen Shakir
Sher
kaj-kulaahii pe na maGruur hu.aa kar itnaa
sar utar aate hai.n shaaho.n ke bhii dastaar ke saath





