SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastaar"
Nazm MATCHES FOR "dastaar"
Nazm
himala
barf ne baa.ndhii hai dastaar-e-faziilat tere sar
KHanda-zan hai jo kulaah-e-mehr-e-aalam-taab par
Allama Iqbal
Nazm
dildar dekhna
KHaalii hai.n garche masnad o mimbar, niguu.n hai KHalq
ro.ab-e-qabaa o haibat-e-dastaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nahin mera aanchal maila hai
nahii.n meraa aa.nchal melaa hai
aur terii dastaar ke saare pech abhii tak tiikhe hai.n
Parveen Shakir
Nazm
israfil ki maut
apne suur ke pahluu me.n vo KHvaabiida hai
us kii dastaar us ke gesuu us kii riish
Noon Meem Rashid
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
tujhe KHud se alag kaise karuu.n mai.n
ye kahne ko hai merii daastaa.n par
Chandra Shekhar Varma
Nazm
paisa
vaa.n ko.ii aayaa liye ek murassaa pi.nj.Daa
laal dastaar-o-dupaTTaa bhii haraa juu.n-totaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
farogh farruKH-zad ke liye ek nazm
to taamiil-e-bandagii ho
kahaa.n pe sar aur kahaa.n pe dastaar utaarnaa ahsan-ul-amal hai
Parveen Shakir
Nazm
aadmi
dil rahe.n hai.n sauma-e-dastaar rehn-e-mai-kada
thaa zamiir 'ja.afarii' bhii ik mazedaar aadmii
Syed Zameer Jafri
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
aag ke chaaro.n taraf pashmiina-o-dastaar me.n lipTe hu.e
afsaana-go
Noon Meem Rashid
Nazm
ye bhi ghalat hai wo bhi ghalat
dekh ke dastar-KHvaan pe machhlii
paa.nv paTaKHte bhaage jaa.e.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
haath me.n shamla ho sab ashraaf kii dastaar kaa
marshal-law me.n magar pahlaa hai Tuk.Daa maar kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ai watan ai watan
sar pe dastaar tere himaala banaa
choTii kailaash kii maa.ng Tiika tiraa
Abdul Mannan Tarzi
Nazm
tu tu main main
mai.n huu.n har pakvaan kii saathii
ya.anii dastar-KHvaan kii saathii