SEARCH RESULTS
Showing search results for "dau.dtaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dau.dtaa"
Sher
har shaKHs dau.Dtaa hai yahaa.n bhii.D kii taraf
phir ye bhii chaahtaa hai use raastaa mile
Waseem Barelvi
Nazm
aadmi-nama
chillaa ke aadmii ko pukaare hai aadmii
aur sun ke dau.Dtaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dau.dtaa"
Nazm
inqalab
dau.Dtaa hogaa har ik jaanib farishta maut kaa
surKH ho.nge KHuun ke chhii.nTo.n se baam-o-dar tamaam
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
bol-baalaa is qadar KHaamoshiyo.n kaa hai yahaa.n
kaaTne ko dau.Dtaa hai meraa hii kamra mujhe
Aks samastipuri
Nazm
rikshe wala
mastii me.n dau.Dtaa hai rickshaw liye sa.Dak par
naGma ko.ii suriilaa ab gungunaa rahaa hai
Aadil Aseer Dehlvi
Ghazal
ki jaise jism kii rag rag me.n dau.Dtaa hai lahuu
isii tarah vo ravaa.n arsa-e-hayaat me.n hai
Krishn Bihari Noor
Ghazal
abr hai aflaak par aur ik saraasiima qamar
ek dasht-e-raa.egaa.n me.n dau.Dtaa jaataa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Ghazal
merii nigaah me.n to Gazal hai usii kaa naam
jis kii rago.n me.n dau.Dtaa KHuun-e-jigar phire